Twitter kya hai | Twitter par account kaise banaye

Twitter par Account kaise Banaye | Create Twitter AccountTwitter pe accunt kaise banaye :-Hello Friends, Apka bhot bhot Suagat hamre Blog per aj me apko twitter ke bare meb batauga ki twitter Kya kaam karta hai or kaise kaam karta hai. sath hi me apko batuga ki "Twitter pe Account kaise baanye".


Twitter ek social media' jo Top 10 Social media me 2 no pe aata hai. twitter me ap kisi ko bhi Follow kar sakte hai. sath unke bare me jaan sakte hai bhot se Social media hai jo bhot Populer hai. Apne Dosto , Faimly , collage Friends , school Friends , se hame connect kar ke Ke rakhti hai.

"Twitter Account ki Madad "se Ham Apne Dosto Twitter ki madad se Update dete rehte hai. Twitter me ham 140 Words se Logo ko janakri ya kha message karke Update karte hai. jis hamre followes Hamre bare me Or Bhi behtar tarike se jan sake.Ham twitter pe Bade logo Ko Follow karke unke Twitter ko Pad sakte hai hai


"Twiter pe account kaise banaye" : "Twitter pe Account" bana bhot asan hai. aj pako batauga ki kaise ap khud se Twitter pe Account bana sakte hai.

How to Create Twitter Account 
Twitter pe Account kaise banaye 

#1:-  Sabse Phele apko www.twitter.com par jaye fir sign up ki button par click kare, ya fir yaha click kare

#:- ab jo sign up form aa jayega uske bhare.

#3:- Apni naam User name ,Mobile no Or Email Password ko daLe or Sing up Button Per Click Kare


  • Apna Pura Naam Likhe
  • Yaha par aap Apna Mobile Number ya fir Email ID daal sakte ho.
  • Account ke liye Password dale.
  • Apne liye Username dale. har Account ka ek alag username hota hai
  • "Sign up" ki button par click kare.

  • Aapka Username  bo naam hota hai jo apke follower message, @replie, Aapko post me add karne ya fir Direct message karne me kaam aata hai.
  • user name aapki twitter profile ka URL bhi hota hai. jese Daliy Tech Use ka Twitter username hai @Dailytechuse or Profile ka URL hai https://twitter.com/Dailytechuse
  • aap apne username ko baadme kabhi bhi change kar sakte hai par aap jo bhi naya username select karege bo phele se kisi ka nahi hona chaiye.
  • Jo username hai bo 15 sabdo se kam hona chaiye or username me “admin” or “Twitter” sabd nahi hona chaiye.

Ab Apne mobile no dala hai to apke Mobile me Ek Code Aayega jiko wo Code Twitter ki taraf se ayega wo Code apko Twtter me Dalna hai.


Code ko daalne ke baad "Verify" ki button par click kare.

Ab aap ka Twitter account Ban gaya hai.

Email id dale Twitter Account me

Aab agle page me aapse Email ID magega agar aapne Mobile se account ko register kiya hai. aap yaha par apni email daal de.

Ya fir "skip" par click karke agli step par jaye. ham chahe to baad me bhi email is account me connect kar sakte hai.

Jab ap apni Email Twitter me Add Karte hai apko yad rakhna in bato ka 

Ek Email address sirf Ek twitter account me use kar sakte ho

Email ko account me daalne ke baad is baat ka diyaan rakhe ki aap email ko "conform" jarur kare. aapke email par ek verify mail aaya hoga.

Aap ka account to ban gaya hai ab aapke saamje kuch catory or famous logo ki ID aayegi. aap unko follow kar sakte hai.

kuch logo ko "twitter" par follow kare'

Twitter par Apni profile photo upload kare

Twitter ki ID par apni Photo upload kare. Twitter par Profile Photo Upload Karne ke liye  
"Continue" ki button par click kare

Ab aap account teyaar hai. Ab Search Box me search kare Daily Tech Use fir hamare account ko follow kare. jisse ham jab koi new post dale to aapko apne Twitter Account me jankari mi Jaygi account par uski jankari mil jayegi.


To Ab aap jaan chuke hai kaise account banate hai, Agar aapko koi dikkat aa rahi hai ya fir aapka koi sabal hai to aap Comment karke puch sakte hai.

Hello friends apko ye jankari kaesi lagi hame Comment me bataye. Latest Update Pane ke liye Hamre Facebook Page Ko Like.




Hello Friends apko hamri jankari kaise lagi "Twitter pe account kaise banaye" I hope apko hamri di gaii jankari bhot achi lagi hogi 

Hame Follow kare :- Facebook Page | Twitter Youtube |  Linkdin | Pinterset | More..

एक टिप्पणी भेजें

1 टिप्पणियाँ