Twitter Pe Photo kaise lagaye - Hindi me Step by Step

twitter-pe-photo-kaise-lagaye


Twitter Me Photo Kaise lagaye hindi me step by step :-Hello friends ajj me apse baat karne bala hu ki Twitter pe Photo kaise dale.

Ager a ne apne Twitter pe Account bana liya hai or abhi तक आपने अपने photo nahi daal hai to इसमें आज में आपको बताऊ गा की (Twitter पे फोटो कैसे डाले) हिंदी में।


Twitter kya hai :- Twitter Ek socal media hai jo appko internet ham aaj ke samye m internet se jadater kam kr rah hai jisme ham 140 sabdo me message share karte hai jise ham tweet bhi कर skhte hai about twitter.

Twitter par account kaise banate hai.  इसके bare me bata chuka phele post me. अगर अभी  तक अपने ट्विटर  पे अकाउंट नहीं बनाया है तो बना सकते है

Twitter par sabki ek apni alag Profile hoti hai, jisme hamari jaankari di huii hoti hai. Chaliye jannte hai kaise Apni Account ki jaankari ko Update kiya jaye

Twitter pe photo kaise lagaye:

Apna Photo Upload kiya jaye .Apne Account ko sahi se set karne ke liye aapko Apni Profile Photo or Header Image Upload karni hogi.

Thoda apne bare me, aapki janm ththi,(Date Of Birth) Aapki website or Twitter Profile ke liye Color set karna hai.
Ye bhi  Banaye Kaise Set kare Apni Twitter Profile ko

1:-Sabse Phele Twitter.com me Login kare.

2:-Apni Twitter ki Profile par jaye.

3:-Ab Edit Profile ki button par click kare,

4:-uske baad aap apne account ki Detail ko Edit kar sakte ho.

5:-.Header photo: Header ke liye Image Upload kare (siz 1500×500 pixels)
6:-Profile photo: Apni Photo Dale (size 400×400 pixels)
7:-Name: Apna Naam Dalna Hai
8:-Bio: Apne Bare me 160 sabd se jada nahi.
9:-Location: Aap kaha se hai, jagha ka naam.
10:-Website: Agar aapki koi website hai, to uska Address
11:-Theme color:Twitter Profile par konsa color chate ho select kare.
12:-Birthday: Aapki Janm tithi dale.Puri Detail Daalne ke baad Save Changes ki button par click kare.

To Ab aap Twitter ki Profile ki detail kaise update karte hai, ye aap jaan chuke hai..

Kaise Image Upload karte hai Twitter par ye bhi aap jaan chuke hai.

Agar aapki Blog hai उसके liye bhi Twitter account to jaruri hai hi, sath me Facebook Page or Google+ Page bhi jaruri hai. Apne Sabal, Sujab Comment karke bataye. or hame  "Technical shivam"  ka Facebook Group bhi join kare.  Thank You


Ye bhi pade

Phone se Delete photo ko kaise wapsa laye - Hinid me
Facebook ka password kaise chalaye - Hindi me



एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ